Khirdnama Jalalpuri
Ali Abbas Jalalpuri
July 1989
‘Khirdnama Jalalpuri’ Jalalpuri ki Khaas Terms ki ‘Dictionary’ Hy. In terms ko bunyadi tor per 3 catogries main baanta ja sakta hy, 1. ek wo jo jin ki maani seedhi seedhi lughati hy. 2. ek wo jin ki maane shayad dictionaries main na mile per encyclopedias man mil jaye, aur jin ke definiation urfe aam main her jaga ek hi mashhoor ho. 3. 3rd catogry khalisan ‘Jalalpuri’ hy, kuch terms, jin ko jalalpuri ne apni fikr o samjah se pesh kiya. Ya un per jalalpuri ki apne fikr o bayan.
Ye baat bhi yaad rakhni chahiye ke Khirdnama ki taqreeban saari terms Jalalpuri ki doosri Kitabon main bhi apne moqe o mahal se aati rehti hyn, aur kam o besh wahan bhi Jalalpuri unki wazahat karte rehte hyn.
Esa lagta hy Jalalpuri ne apne sub jamashuda terms k ko yakja kar ke akhir main ek Kitabi Shakal dedi!
.
abro
No comments:
Post a Comment