FIKRism

Showing posts with label Warming. Show all posts
Showing posts with label Warming. Show all posts

Thursday, November 12, 2009

Global Warming (urdu)

Global Warming ki waja se ayendah chand salon mai dunya mai hayatiyat karib karib khatm hojayegi.

~Great Barrier Reef
2030 se 2060 tk napeed hojaygi.

~Amezon k Janglat 2050 tk mukammal tor per khatm hojayegen.

~Sehra e Sahara (ulta) apne 12000 sal purani kefiyat ki trah Sar Sabz hojayega.

~Shadeed Tareen Tofan aur Samandr ki Sateh mai Izafa k karan london new york samet bare bare shehr is sadi k ikhtitam tk gurkab shudah hogen!

~Janwaron ki jasamat chhoti hojayegi. Aur ho rahi hy. Food chain disturb hoga aur kai janwar mar jayenge.

~Indonesia k total 17500 jazair buri trah mutasir honge aur 2030 tk naqshe se mit chuke honge!

~Mahireen ka khayal hy GW k baais Dehshat Gardi Farog payegi!

~Kohe Alpas samet mutaaddid Glaciers pighal rahe hyn aur 2030-2050 dunya bhar k glaciers khatam ho chuke honge.

~Maldip pani mai doob rha hy aur ek sadi k andr samandr k andr chala jayega.
.
Ref. & Details: Sunday Express
.
[this century is the last century!]

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...