FIKRism

Thursday, December 10, 2009

Chapter 01-Sociology ki Ibtida

Chapter 01
Sociology ki Ibtida
(
Musa se Marx Tak
by Sibte Hassan)


Summary:
Sociology ka tarike kar sadyon bulke hazaron salon se chalta aa raha hy. Awaili log sociolism k usulon per i jeete the. Niji chezun k ilawa qabile k asase qabile ki mushtarka milkiyat hote the.(mil kr shikar krte aur mil kr khate)

My Views - Awaili log jin ishtrakiyat k usulon per jeete the wo FITRI the, wo ek hi khandan, qabile k log the is lye ek dusre mai payar hamdardi apnapan eesar ka maada rakhte the. Mil jul kr rehte the aur esi etbar se her kam miljul kr krte. Is se milti julti shakal ab b gaon dehaton qasbon mai dekhi ja sakti hy. Kyo k ye fitri amal hy k jahan chand log ek hi khandan se base hun to wo ek dusre ki madad krne mai gurez nhi krte (khususan agr unke pas Zaruriyate Zindagi kasrat se hun.)

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...