FIKRism

Tuesday, December 22, 2009

Chapter 13_Amali Zindagi Ki Ibtida

Chapter 13
AMALI ZINDAGI KI IBTIDA
(Musa se Marx tak by Sibte Hassan)

Summary
Marx ka taleem mukammal karne k bad foran akhbar navees bn jana aur is tarah amali zindagi wa muashre ki jhalak qareeb se dekhne. . . Ek ikhbar (
Rheinische Zeitung) k Liye 6 mah kam krna aur inqilabi tehreeron ki waja se mustafi hona. Walid ki wafat k bad financial crises ka shikar hona. Apne susral jakar Geni se shadi krna. Aur 6 mah waha reh kar Heagal aur Foir Bakh k falsife ko Tanqeedi nigah se mutale'a krna. . .

Excerpts

--> Her Ehl-E-Qalam Ko Zindah Rehne Aur Likhne Ke Liye Pese Kamane Chahiyen Albutta Is Ko Pese Kamane Ke Liye Zindah Rehna Aur Likhna Nahin Chahiye.(Marx). 249
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...