FRIEDRICH ENGELS
(Musa se Marx tak by Sibte Hassan)

Summary
Engels ka kuch introduction aur awaili life ka tazkirah.
Engels England mai 2 sal rehne k bad Germany wapas jate hue Paris mai 1844 mai Marx se mila aur dus din tawaqquf kiya. Aur is mulaqat mai dono ne jan liya k na sirf dono ke afkar ek dusre se milte hyn bulke nasbul ain aur laihe amal b ek hy. Ye dosti tab shuru hui to khatm us waqt hui jb engels ne 1883 ko marx ki maiyat ko qabr mai utara.
http://en.wikipedia.org/wiki/Friedrich_Engels
No comments:
Post a Comment