FIKRism

Sunday, May 2, 2010

Marx Aur Mashriq - Part 2

Marx aur Mashriq
Sibte Hassan

Part. 2
Overview of Chapters:


Part 2 – Mutafarriq Mazamin

1. Karl Marx
2. Socialism Ke Zareen Asool
by Molvi Barkatullah Bhopali
3. Socialism Aksariyat Ki Falah Ki Zaamin Hy
by Moulana Ubaidullah Sindhi
4. Main Communist Honb
by Moulana Hasrat Mohani
5. Socialism – Kuch Khayali, Kuch Haqiqi. 1
6. Socialism – Kuch Khayali, Kuch Haqiqi. 2
7. Kya Socialism Beroni Nazriya Hy?
8. Islami Mamlik Ki Azadi Aur Soviet Roos


Pehla Chapter ‘Karl Marx’, Karl Marx ki Sawaneh Hayat hy. Marx Ke Haalat-e-Zindagi Pedaish se Qabr tak… chand pages main.
Chapter 2,3,4 mukhtalif Mashraqi Socialists ki mazamin hyn.
Chapter 5,6 ‘Socialism – Khuch Khayali Kuch Haqiqi’, ‘Musa se Marx Tak’ hi ki shurwati chapters ki summary hy.
Chapter 7 ‘Kya Socialism Beroni Nazriya Hy’… poore kitab main ye ek ikloata wahid FIKRI chapter hy!
Chapter 8 … jesa ke naam se zaahir hy…


Kitab Parhne Ke Etbar se
Kitab ka Part 1, zyada Hard to Digest hy, kyon ko wo zyada Syasi Waqi’at o Ikhbarat per mushtamil hy, Jab ke Part 2 chhote chhote miscellaneous mazamin hone ki soorat main parhne main zyada dilchasp aur asan hy.

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...