Chapter 13
AMALI ZINDAGI KI IBTIDA
(Musa se Marx tak by Sibte Hassan)
Summary
Marx ka taleem mukammal karne k bad foran akhbar navees bn jana aur is tarah amali zindagi wa muashre ki jhalak qareeb se dekhne. . . Ek ikhbar (Rheinische Zeitung) k Liye 6 mah kam krna aur inqilabi tehreeron ki waja se mustafi hona. Walid ki wafat k bad financial crises ka shikar hona. Apne susral jakar Geni se shadi krna. Aur 6 mah waha reh kar Heagal aur Foir Bakh k falsife ko Tanqeedi nigah se mutale'a krna. . .
Excerpts
--> Her Ehl-E-Qalam Ko Zindah Rehne Aur Likhne Ke Liye Pese Kamane Chahiyen Albutta Is Ko Pese Kamane Ke Liye Zindah Rehna Aur Likhna Nahin Chahiye.(Marx). 249
No comments:
Post a Comment