Difference Between Socialism and Communism
by Friedrich Engels
in Communist Manifesto preface.
Matlab word 'Socialism' apne Zamani aur Makani Etbaar se ek Ta'sur peda kar chuka tha, jisko Marx Engels ne istimaal karna pasand nahi kiya, bulke is ke muqable main word 'Communism' ko tarjeeh dee. Halanke 'Communism' bhi us daur main apna ek asar rakhta tha per Marx o Engels ko apni Fikr us Zaman o Makan ke etbar se Communism ke zyada mutabiq lagi...
[per hamare pas Socialism, Communism aur Marxism sub ek hi maane rakhte hyn, hamare pas ese idare nahin jo in lafzon ko mukhtalif zaawiyon se Use karte hon]
if i am wrong please correct me!
No comments:
Post a Comment